गुरुवार, 26 जनवरी 2017

mobile screen ko record kese kare ?(best recording software ) -jerryteach

MOBILE KI SCREEN KO RECORD KESE KARE ?( best recording software )

hello friends aapne apne  phone se screen short to kai baar liye honge per kya aapne kabhi apne phone ki screen record ki hai ? saayd nhi to chaliye aaj me aap ko step by step screen record karne ke tarike batata hu.
 is post me aapko 2 android apps ke baare me bataunga, jinse aap apne mobile ki screen record kar sakte hai or us video ko apne friend ke sathe share bhi kar sakte hai .

Mobizen app

mobizen ek best screen recording android app hai.mobizen recording ke sath aap apne mobile ko pc bhi use kar sakte hai. mobizen se screen record karna bilkul easy hai. ye app google paly store per available hai. aap ise nice diye hue link se bhi downlod kar sakte hai.



AZ screen recorder 


az screen recorder ek sabse best app hai. is aap me aapko kai fetures mil jayenge. isme app me aap 10 mint ki recording ker sakte hai. az mere hisab se ab tak ka sabse best screen recording app hai. or bhi aapko yahi app sajeste  karta hu. me bhi ise hi use karta hu. ye app google play store per available hai.

hope you like this so please share

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें