सोमवार, 30 जनवरी 2017

instagram kya hai ? kese account bnate hai ? hindi me puri jankari hindi me -jerry teach

      kya hai instagram kya hai ? or kese use kare full tutorial     


 hello dosto welcome back again on my blog.  dosto aaj hum ek new app ke baare me baat karnge jiska name hia instgram kya hai instagram ? or kese kaam karta hai ?


dosto aapne kai baar instagram ke baare me suna hoga per, kya aapne pahle kabhi bhi janne ki kosis ki ke instagram hota kya ? 
to me aapko aaj iske baare me batane vaala hu. aaj ki is post ke baad aapko kbhi bhi instagram ke baare search karne ki jarurt nhi padegi.

instagram ek app hai. ye ek social media hai, jah aap kucha bhi share kar sakte hai. instagram 2010 me hi launch ho gya tha or kucha hi time me ye bhut hi popular ho gai. or  2012 me face company ne ise kharid liya tha. or aaj ye app windows phone ke liye bhi available hai.

  instagram per account kese bnaye ? 
 instagram per account bnaana ekdam easy hai, shirf aapko step by step follow karna hai or aapka account ready ho jayega.
  1. play store, app store se instagram download kar le.    play store se instagram download karne ke liye yha     click     kar.

2. download karne ke baad use open kale
3. ab aapse varify ke liye kaha jayega isme aapko facebook ka option bhi show karega aap face se connect kara sakte hai
 
agare aapke phone me facebook app installed hai to aap direct joine ho sakte ho jese uper pic me show kar rha hai. 


ya fir aap apni facebook id lga kae isme enter kar sakte hai or aapka account ready ho jayega 
ab aap jo chahe vo yha share kar sakte hai jese aap facebook per share karte hai. 
aap chahe to isme email or phone se bhi sign up kar sakte ho 


hope you like this so please share


कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें