सोमवार, 30 जनवरी 2017

instagram kya hai ? kese account bnate hai ? hindi me puri jankari hindi me -jerry teach

      kya hai instagram kya hai ? or kese use kare full tutorial     


 hello dosto welcome back again on my blog.  dosto aaj hum ek new app ke baare me baat karnge jiska name hia instgram kya hai instagram ? or kese kaam karta hai ?


dosto aapne kai baar instagram ke baare me suna hoga per, kya aapne pahle kabhi bhi janne ki kosis ki ke instagram hota kya ? 
to me aapko aaj iske baare me batane vaala hu. aaj ki is post ke baad aapko kbhi bhi instagram ke baare search karne ki jarurt nhi padegi.

instagram ek app hai. ye ek social media hai, jah aap kucha bhi share kar sakte hai. instagram 2010 me hi launch ho gya tha or kucha hi time me ye bhut hi popular ho gai. or  2012 me face company ne ise kharid liya tha. or aaj ye app windows phone ke liye bhi available hai.

  instagram per account kese bnaye ? 
 instagram per account bnaana ekdam easy hai, shirf aapko step by step follow karna hai or aapka account ready ho jayega.
  1. play store, app store se instagram download kar le.    play store se instagram download karne ke liye yha     click     kar.

2. download karne ke baad use open kale
3. ab aapse varify ke liye kaha jayega isme aapko facebook ka option bhi show karega aap face se connect kara sakte hai
 
agare aapke phone me facebook app installed hai to aap direct joine ho sakte ho jese uper pic me show kar rha hai. 


ya fir aap apni facebook id lga kae isme enter kar sakte hai or aapka account ready ho jayega 
ab aap jo chahe vo yha share kar sakte hai jese aap facebook per share karte hai. 
aap chahe to isme email or phone se bhi sign up kar sakte ho 


hope you like this so please share


रविवार, 29 जनवरी 2017

jees din movie release hoti usi din downlod keise kare ? hindi me - jerryteach

             Download movie on release date

                                            kese?

 hello friends hum her movie theater me jakar nhi dekh paate or jab hmare friends hmse film ke seen  ke baare me discuss karte hai to hme bhut bura lagta hai or hum bhi  us movie ko dekhna chahte hai to kese dekhe ? kese ?  
 aaj me aapko isi ke baare me batane vala hu, ke jise din movie release ho usi download kese kre? aap bhi usi movie ko us din dekh sakte ho. 



to dosto is post me aapko filmy site ke baare me bataunga ager aap jannna chahte ho to post ko pura pade me apko step by step bataunga.

1                 filmywap.com  

 dosto filmywap per aapko lagbhag her movie mil jayegi ye ek bhut popular site hai , yha aako her movie ki update jaldi mil jayegi or simple tarike se aap movies download bhi kar paoge.
 so dosto kese karnai downlod vo bhi me aapko bataunga.

  • sabse pahle aap nice di hui link se filmiwap per jaye,  ya google me type kare

               www.filmywap.com





 filmywap ki site per jane ke liye yha clike kare





yha se aap filmywap ki site per phunch jaoge or aap ke samne kai sari linke khulegi jaha se aap apni pasnd ki movie download kar sakte ho me aap ko ek movie ka example de deta hu.

  • sabse pahle mene filmi wap ki site open ki or 
  • next mene hindi bollywood movies ke link per click kiya aap niche picture me dekha sakte hai.


  •  ab aapke samene ye window khulegoi


yha aapko kai option milenge aap ko bhi open kar sakte hai mene aapko 2 option diye hai 1st me aap hindi movies download kar sakte hai or 2nd me aap apni movie search ker download kar sakte hai.

jese me abhi ek movie search karne vala hu  (raees)

jab mene search me click kiya to muje ye page mila

yha se aap koi bhi link per click kar le   aap apni movie download karne ke liye kai forrmate milenge   jese ki aap ko apni movie kees size me chajhiye 3gp, mp 4 , full mp 4, hd , in parts
 jo aap chahe usme aap download kar sakte hai jese niche picture me diya gya hai

dosto ab aapki movie download ho jaegi or aap movie ko aapam se dekha sakte hai bina kisi rukawat ke


so dosto kesi lagi aap ko ye post agar aapke koi sawal ya sujhav hai to aap hame comment ker sakte hai or  kisi bhi movie ke full tutorial ke liye bhi comment kar sakte hai

or dosto ese hi or post ke liye aap hamara bloge subscribe kar sakte hai


                                                 and please share

गुरुवार, 26 जनवरी 2017

mobile screen ko record kese kare ?(best recording software ) -jerryteach

MOBILE KI SCREEN KO RECORD KESE KARE ?( best recording software )

hello friends aapne apne  phone se screen short to kai baar liye honge per kya aapne kabhi apne phone ki screen record ki hai ? saayd nhi to chaliye aaj me aap ko step by step screen record karne ke tarike batata hu.
 is post me aapko 2 android apps ke baare me bataunga, jinse aap apne mobile ki screen record kar sakte hai or us video ko apne friend ke sathe share bhi kar sakte hai .

Mobizen app

mobizen ek best screen recording android app hai.mobizen recording ke sath aap apne mobile ko pc bhi use kar sakte hai. mobizen se screen record karna bilkul easy hai. ye app google paly store per available hai. aap ise nice diye hue link se bhi downlod kar sakte hai.



AZ screen recorder 


az screen recorder ek sabse best app hai. is aap me aapko kai fetures mil jayenge. isme app me aap 10 mint ki recording ker sakte hai. az mere hisab se ab tak ka sabse best screen recording app hai. or bhi aapko yahi app sajeste  karta hu. me bhi ise hi use karta hu. ye app google play store per available hai.

hope you like this so please share

jio broad band speed and monthly pakadge ki jankari hindi me -jerryteach

jio fiber internet speed plans and applying for it

jio dth servise kya hai or kab launch hogi or kya tariff hoga ? hindi me -jerryteach

jio DTH , launch date ,tariff plans and survis ;? 


jio ke owner mukesh ambani ne jio sim card me dhamakedar entry ke baad jio broad band me bhi vistar kar rhe hai ek announcement me mukesh ji ne khaa hia ki 2017 me march-april ke baad ab jio dth service bhi shuru karne vale hai 

jio launching date>>

 filhal jio brodband per kaam jari hai, cables ko under grounding kiya ja rha jab brodband ka kaam complit ho jaaega fir march me isko launch kar sakte hai.
aapne reliance jio Gigafiber-jio Broadband service ke baare me to sunaa hoga, jisme 1 gb ps speed ki technology ka vada kiya gya hai.  jio DTH bhi fiber broadband ka use kar market me aane vali hai. 

JIO DTH other dth network se different kyo hai ?

jio dth other network se different hai, kyonki jio apne consumer ke liye best smart setup box ki planning kar rhi hai jo broadband connection ke shath hoga , it means costmer ko interner setup box milega jaha aap high speed internet ke shath tv show bhi dekh sakenge.

jio DTH service & setup box 

jio dth kese work karegi ? 

jio DTH other DTH se bhut diffrent work karegi jese abhi hum jio live tv apne mobile me dekhate wese hi apne tv per bhi dekha payenge.
jio dth setup box broad band connection ke through operate hoga or high speed internet se bina kisi rukawat ke HD channels dekha sakenge.

JIO DTH monthly packaged 

abhi her dth service ke liye lagbhag 250-300 per mouth pay karne parte hai. but jio plans shirf 180-200 ke beech anumanit hai, jisme aapko 300 se adhik primium and 50 HD channels milenge.


kya jio welcome offer bhi dega? ji haa jio welcome offer bhi de sakta hai. to kya hoga welcome offer?

jio DTH welcome offer 

jio apne customers se charge nhi lena chahta hai, taake ve apne broadcast ka  jyada se jyada failla sake to hum maan sakte hai ke sayad jio ka welcome 90 days ka ho sakta hai.

jio abhi broad band me busy hai jis kaarn dth service me abhi time kag sakta hai but umid hai bhut jaldi ho jayega or hme bhi batter service mil payegi. team jio se article

agare aap bhi jio service jaldi chahte hai to is post jarur share kare or comment also.

बुधवार, 25 जनवरी 2017

blog kya ? or kese bnate hai kese use karte hai (blog se pese kese kamae)? hindi me --jerryteach

blog kya hai ?








dosto blog ka jo bhi means ho, but mene iska sidha sa format nikala hai  bno lackpati on google.
 so aap bhi aager blog me inrested hai or blog se pese kmana chahte hai to aap ne bilkul sahi disizen 
liya hai. .
kya aap ko pata hai ki hum jo bhi information  google  per search karte hai vo hamare jese hi blogger ke duara hi likhi hui hoti hai is ke liye google hme pese deti hai. ager aap me bhi thoda sa bhi tellenat hai to aap blog saandar earning kar sakte hai.

jaan lete hai aakhir blog hai kya ?
dosto blog ek tarha se dairy hai , jha hau jo chahe likha sakte hai jese khaniya, tutorials, education, joke, busness per mote and everythings 
 dosto blog ek esa platfarm hai jha sab kuch share kar sakte hai 

so ab jante hai blog kese bnaate hai ?
 

 blog kese bnaate hai ?

dosto blog bnaana bilkul easy hai. me aapko step by step btaunga ki blog kese banate hai. 


step 1.  sabse pahle aapko blogger ki site per jana hai uske liye aap yhan click kare 
                  ya fir google me type kare www.blogger.com 

ab aapke samne ye window khulegi >>>

 step 2. is box me aapko apne blog ka naam or  uska pata likhna hai fir templet select karna in my cash me aapko simple choose krne ki salah deta hu kyoki ye jaldi load ho jati hai. create blog per click kar blog bnale.
ab aapki blog ready hai.
 so dosto jesa ki blog ready hai to aapka time bhi suru ho gya hai aap bhi bno raise



              please share because.......... 

comment also
  

paypal kya hai or kese use kare ? in hindi -jerryteach

paypal kya hai or kese use kare ?  (full tutorial hindi me)

 dosto aapne paypal ke baare me jarur suna hoga, or agar nhi suna to aaj hum isi topic per discuss karenge ki paypal kya hai or kese iska account bana ker peso ka lene dene kar sakte hai actually paypal international payment karne or other country se pese lene ke kaam aati hai. to iska account kese banate hai or kya kya chizo ki jarurat hai pata karte hai.>>>>


paypal per account bannane ke liye kya kya   chahiye >>>

dosto paypal per account bnnane ke liye aapke pass  (pancard, bank account, and international credit ya debit card hone chahiye ager aapke pass ye 3 chize mozud hai to aap bhi 5 mint me paypal per account bna sakte hai.

paypal per account banana >>>>>

dosto paypal per account banaane ke liye sabse pahle aap ko paypal ki site per jana hoga   www.paypal.com  or yha click here 


1. paypal per jane ke baad sign up per click kare     

2.  ab persnal account choose per click kare 

3. ab new window me apni detail fill kar de 

  ye detail fill karne ke baad aapke samne ek or new window khulegi use bhi filling up karne hai.

 2nd forme bharne ke baad finle per agree karte hi aapka account create ho jayega


so dosto is tarha se aap bhi apna account bna sakte hai  or agar aapko kucha samage nhi aaya ho or koi sawal ho to please comment kare 


and plz  share  because ...............
 

मंगलवार, 24 जनवरी 2017

whats app se pese kese kamae (how to earn money from whats app ?) hindi me by jerryteach

hello dosto welcome back again on my blog. dosto aaj ye blog aapke liye bhut faydemand sabit hoga kyoki aaj me aapke bataunga ki aap whatsapp se kese pese kama sakte hai.

dosto whatsaap aaj sabse populer massnger app hai or isne pure world me apnaa vistar kar liya hai or sabse best app hai to dosto hum bhi aaj iska use kar pese kamaenge to chaliye dosto suru karte hai.

(whatsapp se pese kese kamae)  step by step { tutorial }


                                     whatsapp se pese kamae aasani se  

 so dosto is post me aapko 3 simple step bataunga jinhe follow kar ke aap khub pese kama sakte hai.

  1.   link se clik karwaker pese kamae :

shortening site per account banaane ke liye yha clik kare 

 dosto shortening ke sath pese kamana bhut hi aasan hai, is site per aapko apne gmail se join hona hai or fir aapka account banne ke baad aapko refer link send karna , aapke davara send kiye hue link per jab bhi koi user click karega to aapko usse earning hogi ,so dosto suru ho jaiye is site ke saath kamyabi aapka intzar kar rhi hai,   to dosto ab next step ki or aate hai. 


2. affiliate marketing se pese kamae


dosto affiliate marketing bhi ek bhut acha tarika hai whatsapp se pese kamane ka, to affiliate marketing kya hai ?  affiliate market matlb hai marketing of products .
agare aap kisi product ka show karte yani whatapp per usko link share karte hai or vo us product ko buy karta hai to aapko uski earning hogi 
affiliate me number 1 mano to amzon hai.  aap bhi isse pese kama sakte hai   
so what are you waiting for.......




 ek baar aapne sign up kar liya fir aap unick link ko copy kar apne whatapp group me share kar sakte hai. or aap earning kar sakte hai 


3.   refering  and earning  by apps 

     
        dosto ye tarika sabse aasan hai kyoki isme aap ko jyada kuch nhi karna hai bus aap ko kucha app downlod karne hai fir unko group and contect per reffer karne hai 


 aap kai aap se pese kama sakte ho jese macent  task bucks and more apps 




 so dosto umid karta hu aapko ye post achi lagi hogi or  aap is post ke baare me or bhi kuch janna ho to jarur comment kare 


and don't forget to share and subscribe 


keep sharing because , sharing is cariiiiiiing

रविवार, 22 जनवरी 2017

Bhim app kya hai ? (what is bhim app ), or kese use kare ? hindi me puri jankari

hello dosto welcome back on my blog friends aaj ki ye blog bhim app ke baare me hai.


 dosto jesa ki bhim app hamare p.m. modi ji ke davara 30 december ko launch ki gai thi or ye app abhi kafi carcha me hai.

 bhim app kya hai ? kese kaam karti ? and more


is post me aapko bhim app ke baare me puri jankari dunga aap is post ko end tak read kare 


dosto sabse pahle hum iske fayde kya hai ke baare me janege 


  • dosto is app ki sabse khaas baat ye hai  ki ye app binaa internet ke bhi kaam karti hai.

  •  is app me ek hi baar account number dalna hai or upi generate karna hai or uske baad aapka mobile number hi kaafi hai peso ka fuktan karne ke liye. 
  • internet na hone ki doran bhi aap iska use kar sakte hai iske liye aap ko apne phone me *99# lagane hai. 

bhim app ko kese use me le ? 

   step 1. sabse pahle play store se bhim app download kar open kare 


step 2. ab aapko aapki bhasa ke baare me pucha jayega or aap apni suvida ke anusaar select kar le 
 

 

 step 3. ab aapke samne welcome window aayegi 

 step 4. is window me aapko bhim app ke payment system ke baare me kuch jankari di hogi or aap next per click kar de.



  step 5. is window me aapko apna number verifiy karna hai jo number account me add hai vahi number dale,   ab aapke number se ek sms send hoga or vo aapke number ko automatic verify kar lega.


step 6. ab apni bank select karke apna account number daal de.

     so dosto aapki app use karne ke liye puri tarha se ready hai 

 
dosto ye ye thi BHIM app ke baare me thori jankari umeed karta hu aapko achi lagi hogi   mene is post or ache se banaane ki puri kosis ki thi but fir bhi agar koi sawal aapke mane me ho to please comment jarur kare.

 

इसे अपने दोस्तों के साथ शेयर करना न भूलें, Sharing Button पोस्ट के निचे है.