बुधवार, 25 जनवरी 2017

paypal kya hai or kese use kare ? in hindi -jerryteach

paypal kya hai or kese use kare ?  (full tutorial hindi me)

 dosto aapne paypal ke baare me jarur suna hoga, or agar nhi suna to aaj hum isi topic per discuss karenge ki paypal kya hai or kese iska account bana ker peso ka lene dene kar sakte hai actually paypal international payment karne or other country se pese lene ke kaam aati hai. to iska account kese banate hai or kya kya chizo ki jarurat hai pata karte hai.>>>>


paypal per account bannane ke liye kya kya   chahiye >>>

dosto paypal per account bnnane ke liye aapke pass  (pancard, bank account, and international credit ya debit card hone chahiye ager aapke pass ye 3 chize mozud hai to aap bhi 5 mint me paypal per account bna sakte hai.

paypal per account banana >>>>>

dosto paypal per account banaane ke liye sabse pahle aap ko paypal ki site per jana hoga   www.paypal.com  or yha click here 


1. paypal per jane ke baad sign up per click kare     

2.  ab persnal account choose per click kare 

3. ab new window me apni detail fill kar de 

  ye detail fill karne ke baad aapke samne ek or new window khulegi use bhi filling up karne hai.

 2nd forme bharne ke baad finle per agree karte hi aapka account create ho jayega


so dosto is tarha se aap bhi apna account bna sakte hai  or agar aapko kucha samage nhi aaya ho or koi sawal ho to please comment kare 


and plz  share  because ...............
 

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें